mana kargil par jeet pana aasan ni tha fir bhi bharat k veero ne ye kam karke dikhlaya tha muh tod kar jawab diya dushman ko or seema par tiranga lehraya tha ©Yogyata Singh Bharat k Amar saheedo ko naman #rain