Nojoto: Largest Storytelling Platform

main logo ko badi ummed ki nazar se dekhta hu aks

main logo ko badi ummed ki nazar se 
dekhta hu aksar bhool karta hun
baate kam karta hun
zyada karta hu, fizool karta hun
har kadam pe ghaltiya hoti hai mujhse
iss baat ko qubool karta hun, kya karun
pyaar ke layak banaya hai khuda ne mujhe
insaano pe lutane ki jurrat khoob karta hun #yqbaba #yqlife #yqdidi #life #ahmadshahab  #hindi #urdu #yqbhaijan

shahabahmad4770

Shahab Ahmad

New Creator