Nojoto: Largest Storytelling Platform

bichadna Kudrat ka niyam hai mana par kya jaruri

bichadna Kudrat ka niyam hai mana 
par kya jaruri hai beti ka maa se dur hona
jaruri hai pita ka ghar hamesha k liye tyag kar dena
ye niyam bagwan ka banaya nahi lagta 
jarur insaan ne hi insaniyat k khilaf koi kaam kiya
tabhi kudrat ne ye niyam banaya.......

©Pooja Shrivastava
  #Leave #shyari #no