Nojoto: Largest Storytelling Platform

ishq parwan chad jaye.. ishq parwan chad jaye, to

ishq parwan chad jaye.. ishq parwan chad jaye, to phir yalgaar hota hai,

dooriyon ki bediyon me, jeena dushwaar hota hai,

minnaten karte hain phir ishq ke khuda se,

badi mushkil se ye kambakht pyar hota hai