aye zindagi tu tham ja ab ab mai kuch na likhu bs yhi dil h chahta,pehle likhti thi tb alfazo ki duniya hoti thi,kyuki jb mere sath mere dost ka sath tha ,ab vo hi nhi ,to zindagi nhi,kiya likhu beete plo ki kahani ,ya ye likhu dosto ne chodi yaari #tham ja zindagi