Nojoto: Largest Storytelling Platform

Galat hai vo log je kehte hai, dil tootne se likh

Galat hai vo log je kehte hai,
dil tootne se likh sakte hai

  Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                       Guroor or Zameer ke tukde hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                       khwaisho ka katla hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                          sapno ke taaro ko zameer pe girte huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                                 Dunia ki jannat ko dozakh me badalte huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                           Tasavvor ki imarato ko raakh hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                      Aashiyaano ko bikharte huae ?

Kya mahesoos ki hai tumne kabhi,
                                                       Arsh se farsh par girne ki sadaa ?

Kya dekha hai kabhi tumne,
                                                   Zindagi ko maut bante huae ?

kya mahesus ki hai tumne kabhi,
 vo siddat   ki bhukh 
jo dil ke nahi
zahen ke pait bhrne se mit ti hai ?

kabhi tum bhi Hamari kashti me,
 savaar ho ke dekho, jaana
hum Tumeh  aek jahaa vo bhii dikhate hai,
jaha vasl or hijr Sirf aadmi or orat se munaasib nahi. Galat hai vo log je kehte hai,
dil tootne se likh sakte hai

  Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                       Guroor or Zameer ke tukde hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                       khwaisho ka katla hote huae ?
Galat hai vo log je kehte hai,
dil tootne se likh sakte hai

  Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                       Guroor or Zameer ke tukde hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                       khwaisho ka katla hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                          sapno ke taaro ko zameer pe girte huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                                 Dunia ki jannat ko dozakh me badalte huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                           Tasavvor ki imarato ko raakh hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                      Aashiyaano ko bikharte huae ?

Kya mahesoos ki hai tumne kabhi,
                                                       Arsh se farsh par girne ki sadaa ?

Kya dekha hai kabhi tumne,
                                                   Zindagi ko maut bante huae ?

kya mahesus ki hai tumne kabhi,
 vo siddat   ki bhukh 
jo dil ke nahi
zahen ke pait bhrne se mit ti hai ?

kabhi tum bhi Hamari kashti me,
 savaar ho ke dekho, jaana
hum Tumeh  aek jahaa vo bhii dikhate hai,
jaha vasl or hijr Sirf aadmi or orat se munaasib nahi. Galat hai vo log je kehte hai,
dil tootne se likh sakte hai

  Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                                       Guroor or Zameer ke tukde hote huae ?

Kya dekha hai tumne kabhi,
                                                       khwaisho ka katla hote huae ?
adnanalif1051

Adnan Alif

New Creator

Galat hai vo log je kehte hai, dil tootne se likh sakte hai Kya dekha hai tumne kabhi, Guroor or Zameer ke tukde hote huae ? Kya dekha hai tumne kabhi, khwaisho ka katla hote huae ? #Zindagi #Dil #writing #nojotopoetry #nojotohindi #urdu #hindipoems #nojotourdu #Khwaish #TST #hndipoetry #dekhahai