Nojoto: Largest Storytelling Platform

samandar se sikho kya hota hai chattano se takrana

samandar se sikho kya hota hai chattano se takrana,
baar baar lakho baar takrakar bhi na ruka 
tod na de gurur is chattan ka ye samandar jab tak
na chode ye takrana
aj nahi to kal milegi manzil
baar baar takrakar
tu bas takraaaa.....! takrakar hi milegiiiiii