Aag mujhmai bhi hai. Aag tujhmai bhi hai. Bas samjhne ki hai deri. Ab ye tujpai nirbhar karta hai ki. Tu uss aag sai khudko jala ke khaak karega. Ya dunia ko jala ke raakh karega. Ya uss aag ki garmahat sai dunia ko Garmi pradan karega. Aag ko hatiyaar banalo. Jindagi ko sakaar banalo. Aag mai tap kar bano tum khara sona. Samay kai saath sab hona. Iss aag ko tum toofan mebhi jalaye rakho. Sidhe khud ko bachaye rakho. Aag bhojan bhi deti hai. Aag bhojan bana bhi leti hai. Suraj jindagi deta hai aur jindagi le bhi leta hai. #nojoto #nojotohindi #nojotoenglish #kavishala