Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aey jamane galib mujhe yun badnam na kar Tujhe kya

Aey jamane galib mujhe yun badnam na kar
Tujhe kya pata ye zindagi ke panno mein 
Likha kya hai..
Tujhe kya pata ye zindagi ke panno mein
Likha kya hai..
Kuch panne khusi ke to kuch panne gam ki
Yaad dilati hai
Aur jo kuch panee abhi likhne baki hai
Tu unn panno ko barbad na kar
Aey jamane galib mujhe badnam na kar..
#Bkmishra
Aey jamane galib mujhe yun badnam na kar
Tujhe kya pata ye zindagi ke panno mein 
Likha kya hai..
Tujhe kya pata ye zindagi ke panno mein
Likha kya hai..
Kuch panne khusi ke to kuch panne gam ki
Yaad dilati hai
Aur jo kuch panee abhi likhne baki hai
Tu unn panno ko barbad na kar
Aey jamane galib mujhe badnam na kar..
#Bkmishra