#Tere Bina Kuch Es Tra# #Kho jata hoon main...... jab kabi v tere sehar ko jaate raste pe aa jata hoon main. #Yaadon ka ek tufaan a jata hain.... fir us tufaan k sath jahin door chala jata hoon main. #Tere jane ke baad bs kat c rahi hain jindgi.. kuch guzar gai hain, kuch tume kiye vaado karan guzar raha hoon jindgi. #Agar tum hoti to bahut haseen hoti syad, aab to tumare bina narak c ho gai hain jindgi. follom: @arshwindersingh72 ©Arshwinder #pyar #love #tumbin #terekheyal #writer #indianwriter #walkingalone