Nojoto: Largest Storytelling Platform

dekha jab us ajnabi ne mujhe naino me uske kuch kh

dekha jab us ajnabi ne mujhe
naino me uske kuch khumaar tha
ajnabi hai wo magar naa jaaane
kyu hone lag raha tha mujhe usse pyar sa
dil ka aalam kya bataaoon mai apna
dil nahi mera mere iqtiyaar me tha
deewani se ho rahi thi mai
us ajnabi ki muhabbat me

sambhala 16 saal maine khud ko
yeah kambakht muhabbat ki jaal se
17saal me naa jaane ho gaye kaise hadse
gawa baithi thi dil ka qarar apna
beqarari rahti hai mujh pe jaise sawar sa
aaja phir se tu ayy ajnabi dekh le phir
muhabbat bhari nazro se apni
dede mere dil ko thoda sa qarar
rahta hai dil mera teri yaado me
har pal beqarar sa  2

©SAYYED NIKHAT دل سے درد کا رشتہ
  #Nikhat #nojototeam  M. Acharya Ranaa Sāçhïñ Banwal writer Mohabbat aazmi  rohit patel kiran kee kalam se   Satish Zajbaat साद रूदौलवी Saad Rudaulvi POOJA UDESHI chandni  chandni Razi Tahir Ruchika Anshu writer  Dheeraj Bakshi   Niaz SHAYAR (RK) Farhan ki duniya iRahulDayal 2.0 Irfan Saeed Writer  uzma Yuvika Shekhawat IshQ परस्त {Official} MM Mumtaz Dil ke Alfaz   ruh e naaz Arzooo Dard RJ PandiT sahir.kabir  Sadaa Baloch,,,,,,,!!! Adhury Hayat परवरिश कल की( दीपक यादव) Arfa chanchalchandni