Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main jaanta hoon der ho chuki hai Main woh insaan

Main jaanta hoon der ho chuki hai
Main woh insaan hi nahi jiske liye tu ruki hai
Ab bhulane ki hai koshish
Can't control all these forces
Ab kahani ye adhoorie
Aur aankhein meri jhukin hai

Gaane jo apne the unki feel bhi khatam
Galti se chal gaye kahin pe
Toh khol de zakham
Ab tujhko bhuladene ki
Aakhir kya hai rakam
Jitna pyaar mujhko mile
Jaane kyun lage kam

Aaj dekhi teri tasveere
Uske sath jaane kyun
Yaad aayi mujhko pehli mulaakat
Muskaan tere chehre pe
Haan ek dum thi vaisi
Yaa thodi zyada badi
Aur teri ankhon thi woh baat
emptiness

©manoj grover #Void.lyrics
Main jaanta hoon der ho chuki hai
Main woh insaan hi nahi jiske liye tu ruki hai
Ab bhulane ki hai koshish
Can't control all these forces
Ab kahani ye adhoorie
Aur aankhein meri jhukin hai

Gaane jo apne the unki feel bhi khatam
Galti se chal gaye kahin pe
Toh khol de zakham
Ab tujhko bhuladene ki
Aakhir kya hai rakam
Jitna pyaar mujhko mile
Jaane kyun lage kam

Aaj dekhi teri tasveere
Uske sath jaane kyun
Yaad aayi mujhko pehli mulaakat
Muskaan tere chehre pe
Haan ek dum thi vaisi
Yaa thodi zyada badi
Aur teri ankhon thi woh baat
emptiness

©manoj grover #Void.lyrics
manojgrover5765

Manu grover

New Creator