Nojoto: Largest Storytelling Platform

phir naya ek rishta paida kyun kare ham, bhechad'n

phir naya ek rishta paida kyun kare ham,
bhechad'na hain toh jagda kyun kare ham,
badi khamoshi se adha ho rasm e judai,
koi hangama barpa kyun kare ham,
ye kafi hain k ham dushman nhi hain,
wafa'dari ka dawa kyun kare ham,

©sheikh basith ali sufi ahd-e-judai
phir naya ek rishta paida kyun kare ham,
bhechad'na hain toh jagda kyun kare ham,
badi khamoshi se adha ho rasm e judai,
koi hangama barpa kyun kare ham,
ye kafi hain k ham dushman nhi hain,
wafa'dari ka dawa kyun kare ham,

©sheikh basith ali sufi ahd-e-judai

ahd-e-judai #Shayari