Re man kyun bhula raghurai, vipatti padi to yad hai aayi. maya me kyo fasta jata , moh ke dal dal me kyo dhsta jata. soch jra ye man murakh kyo hari se bah chhudai....Re man..... jo pas hai vo najar na aata, jo hai hi nahi vo man bharmata . bhul ke tujhko hai apni jan fsayi ...Re...... awareness