sab jaanta hun main sab jaanta hun tujse kab bala main kuch mangta hun ankhon ke ishare tere samjta hun sabi chuta rhai ho hath mujse jaanta hun manga he kya maine jo istarah mujse gabra rhai ho tum main jaanta hun tanhayi se muje apni koi shikwa nhi hai apna chuka hun usse aur apna manta hun tere ruksar ki mastron ke siwa koi talab b nhi apna toh khuda hai aur utna he manta hun dikhaya aur sikhaya hai waqt ne bht kuch hun main "tahleel" haal-e-dil sabke jaanta hun #urdu #shayari #dard #love