Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo bewafa hai to kya, mat kaho bura usko Ki jo hu

Wo bewafa hai to kya, mat kaho bura usko

Ki jo hua so hua, khush rakhe khuda usko

Nazar naa aaye to uski talaash mein rahna

Kahin mile to palat kar naa dekhna usko

Wo saada khoo tha zamane ke kham samajhta kya

Hawa ke saath chala, le udi hawa usko

Wo apne baare mein kitna hai khushguma dekho

Jab usko main bhi naa dekhoon to dekhna usko

Ki jo hua so hua, khush rakhe khuda usko #Naseer

manojgrover5765

Manu grover

New Creator