Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek sawal yun utha mere mann mein, ek baar nhi aata

Ek sawal yun utha mere mann mein,
ek baar nhi aata baar baar hai,
kya ladkiyon ko jeene ka adhikar hai?
aaye din hota unpar atyachaar hai,
  Nirbhaya ,laxmi bhi iske hue shikaar hai
or kal ko shayad koi or hai!!
Aakhir kaisa ye sansaar hai?
jisme badh rha ye andhkaar hai!
Maante unhe devi ka avtaar hai,
fir bhi zulm karte hazaar hai!
Akhir kaisi unki ye haar hai?
logon pe aajkl ye kya pagalpan sawaar hai,
sunai nhi deti unhi cheekh or pukaar hai!!
kasoor unka nhi balki unke vichaar ka hai,
Ab giraani unhe ye ghatiya soch ki dewaar hai
"Beti bachao, beti padhao"
har jagah yahi prachaar hai,
Fir bhi kyu log paap k hissedaar hai?
aakhir kaisa ye sansaar hai?
jisme badh rha ye andhkaar hai!!
-prachi jha poetry with a deep story
I request you to please read it and share it..
Ek sawal yun utha mere mann mein,
ek baar nhi aata baar baar hai,
kya ladkiyon ko jeene ka adhikar hai?
aaye din hota unpar atyachaar hai,
  Nirbhaya ,laxmi bhi iske hue shikaar hai
or kal ko shayad koi or hai!!
Aakhir kaisa ye sansaar hai?
jisme badh rha ye andhkaar hai!
Maante unhe devi ka avtaar hai,
fir bhi zulm karte hazaar hai!
Akhir kaisi unki ye haar hai?
logon pe aajkl ye kya pagalpan sawaar hai,
sunai nhi deti unhi cheekh or pukaar hai!!
kasoor unka nhi balki unke vichaar ka hai,
Ab giraani unhe ye ghatiya soch ki dewaar hai
"Beti bachao, beti padhao"
har jagah yahi prachaar hai,
Fir bhi kyu log paap k hissedaar hai?
aakhir kaisa ye sansaar hai?
jisme badh rha ye andhkaar hai!!
-prachi jha poetry with a deep story
I request you to please read it and share it..
prachijha2891

Prachi jha

New Creator

poetry with a deep story I request you to please read it and share it..