sang tere chlna hai bus ab ye safur yunhi pura krna hai... kbhi pucha krti thi khuda se ki kyu di y jindgi aj unka sukriya ada krna hai..... khubsurat bna diya mere har ek pal ko jinhone bs ab unke khwabon ko hakikat krna hai........ iqraar apne kiya izhaar hmne kiya ab is iqraare izhaar ka agla kadam rkhna hai..... sang tere chlna hai bus ye safur ab yunhi pura krna hai...... #Life shayri#for my someone special.....