Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sham ko nahlati, suraj ki kirne Subah ki vo s

Sham ko nahlati, suraj ki kirne
    Subah ki vo sunhari roshani
    Vikat taap mai pighla, vo swarn
     Jo bne kundan
     Sb kuchh milta hai
    Ek sangharsh ke baad
    Mai tayar hu, agr mil jaye aapka sath
    Vo swarn bhi mai hu
     Vo tapti duphar ke baad
     Sham ki nahlati Kiran bhi mai hu
     Subah ki roshani se pahle
     Raat Ki sard mai hu
     Mai tha, mai hu, mai rahunga
     Is kalam ke dam pr sari duniya jeet lunga
     Kisi sayar ki pahli sayari
     Kisi lekhak ka pahla lekh
     Mai suruaat to tha hi
     Yaad rakhna, aant bhi mai hu
     Aabhiman bahut hai, mujhme
     Kabhi ravan, kabhi ram banne ka
     Tumhare hr dard, hr khushi ki shaj
     Ki vajah mai hu,
     Tumahare sath chalta hu
     Tumahare liye rukta nhi
      Tumahara sangharsh, tumhari har, tumhari jeet mai hu
      Yug aayenge, yog jayenge
       Mai yehi tha, mai yehi hu,
       Mai kaal(shiv) hu
       Mai tabhi tha, mai ab bhi hu #mai hu
Sham ko nahlati, suraj ki kirne
    Subah ki vo sunhari roshani
    Vikat taap mai pighla, vo swarn
     Jo bne kundan
     Sb kuchh milta hai
    Ek sangharsh ke baad
    Mai tayar hu, agr mil jaye aapka sath
    Vo swarn bhi mai hu
     Vo tapti duphar ke baad
     Sham ki nahlati Kiran bhi mai hu
     Subah ki roshani se pahle
     Raat Ki sard mai hu
     Mai tha, mai hu, mai rahunga
     Is kalam ke dam pr sari duniya jeet lunga
     Kisi sayar ki pahli sayari
     Kisi lekhak ka pahla lekh
     Mai suruaat to tha hi
     Yaad rakhna, aant bhi mai hu
     Aabhiman bahut hai, mujhme
     Kabhi ravan, kabhi ram banne ka
     Tumhare hr dard, hr khushi ki shaj
     Ki vajah mai hu,
     Tumahare sath chalta hu
     Tumahare liye rukta nhi
      Tumahara sangharsh, tumhari har, tumhari jeet mai hu
      Yug aayenge, yog jayenge
       Mai yehi tha, mai yehi hu,
       Mai kaal(shiv) hu
       Mai tabhi tha, mai ab bhi hu #mai hu