Kuch batein hain batani kuch chupani bhi hai Kuch bataon main ikraar hai tumse Kuch baton main huq jatani bhi hai Kar sako mohabbat to soch samjh kar karna aadhi adhuri nhi puri ishq nibhani bhi hai ©Farhan Ahmad Pura ishq nibhana #ishq #mohabbat #pura #nibhana #true #Love #safar #Shayari #Nojoto #urdu