nikle the manzil pane ki talash me nhi pta tha ki safar kuch aur hi ho jayega manzil hi jo zindgi thi nhi pta tha ki us safar me zindgi kuch aur hi ho jayega manzil thi behad khubsurat lekin usse jyada khubsurat kab safar ban jayega? mil to gyi manzil lekin pta nhi tha ki o safar hi kab manzil ban jayega? ab samajh me nhi aata meri khushi manzil pane me hai ya fir us raste me apna khusurat safar chhutane ka hai ©jaya tiwary kab safar yad ban jayegi pta nhi tha... 😞😞 #safar