Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nind kam ab bechaini ankhon me rehti hai, Ho jaye

Nind kam ab bechaini ankhon me rehti hai, 
Ho jaye subah to roshni andhere si lagti hai, 
Guzarti lamho me zindagi ka ab ye mansab hai;
Sansein bhi kanton si ab sine me chubhti hai. 
Sambhala hai beshak ek dour me be azizi ko sarakho par, 
Ab haal iss dour ka hai ke zindagi bojh lagti hai.
Chugta hu ab nishan mei khudki kali parchhayi ka, 
Ke aksar andhere me bhi ye sabko kaise dikhayi padjati hai. #Parchhayi