Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dil aur Dimag ko koi... Samjh nhi paya hai... Dima

Dil aur Dimag ko koi...
Samjh nhi paya hai...
Dimag hmesha ...
double mind karta hai sabhi ko...
Dil Kuch kehta hai.. 
dimag usse mana kar deta hai..
Fer Dil kehta hai tu manta nhi Meri..
Dimag kehta hai...
 Tu Kon sa sunta hai Meri.. 
Dil kehta hai tu hmesha...
 apni ManMani karta hai... 
Dimag kehta hai...
Tu Karne kaha deta hai...

©BekhabarShayar Ved
  #Doublemind