Nojoto: Largest Storytelling Platform

Womensday Ek Ladki Aisi Hai:- Hameshaa muskurati

Womensday Ek Ladki Aisi Hai:-

Hameshaa muskurati hai lekin mehfil me tanha reh jati hai, 
Ek ladki aisi hai jo hamesha akele reh jati hai, 
Dikhti hai phoolon si lekin apno k Hatho masal di jati hai, 
Ek ladki aisi hai jo hameshaa khushiyo k bagiche me murjha jati hai, 
Dusaro ka hamesa khayal rakti hai khudh sab khuch seh jati hai, 
Ek ladki aisi hai jo hamesha khudh ko begano k biche khadi pati hai, 
Ilzaam hamesa use pe he lagta hai nazaro ko jhuka mafi mang leti hai, 
Ek ladki aisi hai jo hamesa aansuo me beh jati hai, 
Sapana aksar uska tuth jata hai chubhte hai har wo sapane uske pero me, 
Ek ladki aisi hai jo hamesha un tute sapano pe akele chalti jati hai, 
Ret k dariya me wo pyar ki kasti chalane ki hamesa koshish Karti hai, 
Ek ladki aisi hai jo hamesha ushi ret me paani talashti hai, 
Use baarish ka kabse intezaar hai ki sare dard beh jayege usme, 
Ek ladki aisi hai jo hamesha badalo k garzane se he daar jati hai, 
Na jane kab use uski manzil milegi use v nahi malum hai, 
Ek ladki aisi hai jo roz taash k mehel banati hai// #international_womens_day We have to learn how to respect women

aatishkumar7274

Aatish Kumar

New Creator