Nojoto: Largest Storytelling Platform

'Namaaz" ka chhod dena rishwat khane se bada jurm

'Namaaz" ka chhod dena rishwat khane se bada jurm hai, qatl karna bada gunah samajhte hai..namaaz ka chhod dena qatl se bada jurm hai. 'Sajde" hi ka to inkaar kiya tha shaitaan ne,
shaitaan ne koi zina kiya tha, koi qatl kiya tha, koi sharaab pi thi, koi jua khela tha, koi shirk ki thi kya kiya tha  ek sajde ka inkaar karke vo humesha ke liye mardood ho gaya us musalmaan ko hosh hi nhi hai jo rozana din me 5 dafa 20yo sajdo ka inkaar kia hua hai aur phir aaram se roti khata hai aaram se qahqahe lagata hai ai insaan is baat se to dar kahi Allah tujhe mardood na kar de😭😭 
@abdul azim !

©Shahzain alwi come back to Allah

azim6668734679878

Shahzain alwi

New Creator
streak icon1

come back to Allah #Shayari