Nojoto: Largest Storytelling Platform

pal do pal ka sath chaha, wo bhi na de paya or log

pal do pal ka sath chaha, wo bhi na de paya
or log kehte hai sabr rakh upar wala sabki sunta hai 

bachpan chhina, khusiya chhini, hamesa khud ko akela paya

ek pal wo bhi aya jab lga use us rab ne hi bheja hai, lga sayad anjaan gunaho ki saza puri karli humne, par fir us rab ne hume hamari aukat dikhai or use hhi dur kar hame fir tanga akela bnaya
or log kehte hai sabr rakhupar wala sabki sunta hai Akhir kab ki isi tarha jindagi zini padegi, jin ghunaho ka pta hi nhi un ghunaho ki saza kab tak chhelni padegi

javedkhan7645

javed khan

New Creator