dear Nani ...🤗 meri Nani world ki best Nani hai.😘 Mana ki bahut datati hai...😍 magar unke data me bhi vo lada or dular wala pyar cupa hota hai... 😊 gusse se kahati thi..😠 meri mummy se ki ab aana to ise mat lekar aana....😂 Lekin jab bhi main jaati to Gale... lagakar muskura deti thi...🤗 love ❤️u Nani 😘 #Nani maa❤️