"soch badlo Kapde nhi" woh aazad phire main bandh bediyon mein sab seh lu, pabandi na ho us par koi sab zor-zabrdasti main seh lu, nazar uski buri aur burkha main pehnu..? janawr woh aur main bandh bediyon mein sab seh lu... soch badlo kapde nhi #nojoto #hindi #urdu #shayri #soch