Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek idhar main hu ke ghar walon se naraazgi hai ik

Ek idhar main hu ke ghar walon se naraazgi hai
ik udhar tu hai ki gairon ka kaha manta hai 
Main tujhe apna samajh kar hi to kuch kehta hu
yaar tu bhi meri baaton ka bura manta hai

©Mohd Ahmad
  Ek idhar main hu ki ghar walon se naraazgi hai.........
mohdahmad3865

Mohd Ahmad

New Creator

Ek idhar main hu ki ghar walon se naraazgi hai......... #Shayari

27 Views