Nojoto: Largest Storytelling Platform

#DearZindagi Muskurata huya chalta chal tu Zindagi

#DearZindagi Muskurata huya chalta chal tu
Zindagi mein
Yeh toh Do pal ki hai yunhi katt jaayegi
Isski Sazaaon ka jawaab apni hasi se de
Iski Adaaon ko bhi Apna bana le
Isski Bhaasha mein hi isski ki har gustaakhi ka hisaab tu le
Khud ko bana le aisa
Ke Maut bhi tere samne jhukk jaaye
ke zindagi bin maange tujhe sab kuch diye
Tootkar Bikhar gea jo iss Zaalim ke aage
Woh Jeetkar bhi Haar Gaya
Samjo woh Qayanaat se 
Bewafai woh kar Gaya
Maut ke aage toh kaya
woh Aone Aap se hi harr gaya... #DearZindagi ...Be Brave...