Bina vajah k hi mujhe galle lga lena mai humesha tumhara hu keh k mere hr gamm bhga dena Jo kbhi naraz ho jau toh Mujhe pyr se mna lena Tumhare bina toh mai adhuri hu "meri jaan" zindgi bhr sth na bhi nibhao toh koi baat nhi Bs apne dil mei thodi c panah dena... Jo kbhi mna bhi kru toh meri baat ko nazr-andaaz kr Mujhe galle lga lena ©Pooja Rajput #FeelingLoved