Zindagi mein hamari koi parwaana na tha, Gham bhulane ke liye koi maikhana na tha, Zindagi bhi kat rahi hai gham mein roz ki tarah, Lagta hai ki apna jeevan koi khushi waala afsaana na tha. Afsaana-e-jeevan