Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh desh yeh desh ki mati, bani hai khun se apno

Yeh desh 

yeh desh ki mati,
bani hai khun se apno ke
Azadi mili hame itihash mai dekhe sapno se.
salam hai us jawan ko 
jisne desh ko apna jan de diya
pranam hai us maa ko 
jisne desh ko apna jawan de diya.
Khun to kal bhi bahe the aur 
Aj bui beh rahe hai ,
fark kya h?
kal khun bahe the azadi pane k liye
aur aaj bah rahe h azadi bachane k liye.
dhundh rahe the hum 
Doshi ko dusro k raho m
pata chala katil betha h 
hamare hi baho m.
Apni bage nahi kat sakte lekin 
katil ko gira to sakte h
Atankwad khatam nahi kar sakte
lekin use hara to sakte h.
Agar dusham goli bhi chalae to 
koi gum nahi
Agar apna sui bhi chubha de
To usse bada koi jakham nahi.
Yeh desh 

yeh desh ki mati,
bani hai khun se apno ke
Azadi mili hame itihash mai dekhe sapno se.
salam hai us jawan ko 
jisne desh ko apna jan de diya
pranam hai us maa ko 
jisne desh ko apna jawan de diya.
Khun to kal bhi bahe the aur 
Aj bui beh rahe hai ,
fark kya h?
kal khun bahe the azadi pane k liye
aur aaj bah rahe h azadi bachane k liye.
dhundh rahe the hum 
Doshi ko dusro k raho m
pata chala katil betha h 
hamare hi baho m.
Apni bage nahi kat sakte lekin 
katil ko gira to sakte h
Atankwad khatam nahi kar sakte
lekin use hara to sakte h.
Agar dusham goli bhi chalae to 
koi gum nahi
Agar apna sui bhi chubha de
To usse bada koi jakham nahi.