Aye maut tu ek ansuljhi paheli si kyun hai Jisse main kabhi suljha na paya. Zindagi ko chunkr Kabhi tujhse wafa na kar paya Aur jab tu mujhse rubaru hone aayi Na jane kyun tujhse nazrein na mila paya #yourquote #yqhindi #shayari #maut #writingprompts