बचपन और शैतानी chhup chhup kar mitti khana,, nahane ke naam se bhag jana,, doodh peene me nakhre karna,, mummy ki pitayi se darna,, mummy pyar se kahti thi munna,, papa se nayi nayi kahani sunna,, khilono ke liye ladna,, chhoti behn ko lad krte hue chidhna,, or bhi dher sari manmani hai,, ye umar bachpani ki h,, or thodi shatani hai.. jaani. #jaani #bachpan_or_shaitaniya