Nojoto: Largest Storytelling Platform

#2020 ki thi shikayat us uperwale se, suruaati da

#2020 
ki thi shikayat us uperwale se,
suruaati daur mai iss saal ke ,
kyun dikhaya yeh waqt hame ? 
pareshan kyun kiya corona kal se ? 

Inshaan hai behal 
par corona na mane har,
apno se dur reh kar 
thak gaya hai har parivaar..

samay ka chakra palta bhi de ab 
apnose milva bhi de ab 
yeh dua ho agar puri 
to hoga tera ehsaan aprampar..

jawab me kaha uparwale ne itna 
corona se tu kyun hai pareshan ? 
ab jake hui hai tuje satya ki pechan ...

jeevan hoga pehle jesa jald 
corona bhi jayega bhag 
magar yaad rakhega hamesha
tu apne sacche apno ka wo saath ...
             
#2021
                                  - FATEMA 🖊 #2020 teach us a lot...
#2020 
ki thi shikayat us uperwale se,
suruaati daur mai iss saal ke ,
kyun dikhaya yeh waqt hame ? 
pareshan kyun kiya corona kal se ? 

Inshaan hai behal 
par corona na mane har,
apno se dur reh kar 
thak gaya hai har parivaar..

samay ka chakra palta bhi de ab 
apnose milva bhi de ab 
yeh dua ho agar puri 
to hoga tera ehsaan aprampar..

jawab me kaha uparwale ne itna 
corona se tu kyun hai pareshan ? 
ab jake hui hai tuje satya ki pechan ...

jeevan hoga pehle jesa jald 
corona bhi jayega bhag 
magar yaad rakhega hamesha
tu apne sacche apno ka wo saath ...
             
#2021
                                  - FATEMA 🖊 #2020 teach us a lot...
lakhvala4188

lakhvala

New Creator