Nojoto: Largest Storytelling Platform

Manjil ka mujhe pta nhi Thikana kha h khaber nhi

Manjil ka mujhe pta nhi 
Thikana kha h khaber nhi
M sochti thi jise ghar h mera 
Mujhe bdi der se pta chala  
Ki wo bhi kisi aur ka h 
Ha m usme reh sakti hu
Par kaise rehna h ye unki merji hogi
Aree unhone shadi hi to ki h
Itna bada ehsaan jo kiya h
Mujhe wo sab kuchh to dete h
Kabhi gahna , kabhi kapda to kabhi apni merji ho to apni motor gadi m bhi bitha lete h 
      Kuki wo bde dilwale h shadi jo ki thi
Btao aur kya kre 🤔
 Ye aurat bhi na bhut pareshan karti h masoom mardo ka
To kya hua jo gharwalo ko gali de di
To kya kabhi uss aurat ko thappad maar diya
Pagal h ye aurat bhi , unki behan ya beti ki baat alag hoti h 
Aree ku ki unki h aur phir wo nazo se Pali thi 
Aur hum to wo h jiska koi astitva hi nhi 
Kitne mahan hote h ye mard👌👌
Subah sham Pooja karni chahiye 👏
Bas yhi kehna tha ki ye aurat bhi na............ Bebasi aurat ki

alkadhiman1838

Alka Dhiman

New Creator