aaye khuda kassa mod pe lake khada kar diya aaj mujhe, jaha durr durr tak nahi koi kinnara, aur nahi koi saahara, aur banai gaye ek ladki, shikayat nahi hai isske, par kiya loogo na isppe kai kissa, chod diya aapno na mera sath aab kya mangu koi ajnabi se uska hath? sahi hai kya mera janam ka matlab maa-baap ki barbadi aur manta hai beta ka janam ek tarakki, kya wahi farq tha ek beta aur beti mai? awaz uttna par ,dabai gai kai baar na jaana kittna pehanaye gaye galiyoon ka haar khadi ho sakti thi ma aapna pairoon par banna sakti thi duniya ke samna aapni ek aalag pechan bass ek baar,kash mera naam par uccha kiya hota aapna apna sar..... #kashsamjahotamujhe