Vo chali gae ye kehkar, Main wapas aungi, Intezar karna mera, Main teri hu tere hi pass aungi, Udas na hona agar yaad meri aae to, Kuchh dino ki baat hai, Fir tere hi pass aungi, Kabhi ansu na lana apni ankhon me, Agar yaad meri aae to, Ankhain band karke yaad kana mujhe, Har pal har lamha apne hi sath paoge, Jism se dolur rahungi tujhse to kya hua, Ruh to meri har waqt tere hi sath rahegi.... "ags" ssssssssss ©Amarjeet Gaurav Miss u baby