ja tujha maff karta chl khuda ka ghar jana sa pehla apna dil saff karta ha ,ja tujha maff karta ha . nafrat karna to kisi sa sikha hi nahi iss dil na ,aaj tera bhi innsaf karta ha ,ja tujha maff karta ha . mohobat ki saza pai humna ,iss gunah sa hum khud ko azad karta ha, ja tujha maff karta ha . ek innsan ko khuda banaya humna ,iss baat sa aashiq kaha aaitraz karta ha , ja tujha maff karta ha . teri berukhi ko bhi pyar smjh kr chup raha ,dil ki bewkoofi thi jis pr hum aitbaar karta , issliya ja tujha maff karta ha . #OpenPoetry # forgive everyone in life.