Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ab sher-o-shayari bhut hua ab krna hai kuch kaam,

Ab sher-o-shayari bhut hua ab krna hai kuch kaam, kyuki agar na kr paya mai kuch to ho jaunga mai badnam sareaam,isliye Jb tk na ho Jaye Mera is duniya me  kuch naam ,tb tk ke liye leta hu Mai is shayari ki duniya SE viram,,ab phir milunga fursat me kbhi tb tk ke liye Mera aap sbhi ko mera saadar pranam,kyuki is shayari ki duniya me Mai bhul gya tha ki Kya hai duniya me aane ka Mera asli kaam 🙏🙏- will start it again after sometime aur jaate jaate ek last ye tha😂😂. Phir milunga bbye.