Yu'n naa raho chup ke ruswaa ho jaaye Wafa bhi naa nibhey aur bewafa ho jaaye Yaa ilaahi kya hungama utaara zameen par Naa jaane kaun kab kiska khudaa ho jaaye Shikast-haal-e-namrood sa hai tera Naa jaane kaun tera ibraahim ho jaaye Hoti nahi duaaein laa haq qabool ab koii Kaunsa gunaah band-o-khisht ho jaaye JAANI aisa bhi miley jahan mein koii Jaan sadkey baney dil nisaar ho jaaye #Jaani #Jaani #Tarjani #Farazsahab #Jaanitarjani #Shayarjaani #Jaanisays #Nojotoshayari #Nojotopoetry #Nojotourdu #Nojotohindi #Nojoto #Nojotoenglish #Jaaniwrites #Jaanipoetry