Uski yaad me ek ek pal marta rha, Uske phone ka intezar pura din krta rha. Dil ne uski awaz sunne ke liye de diya tha dharna, 2 din baad akhir uska phone aya, Dabi hui awaz me usne kaha, Suno aaj ke baad mujhe phone mat krna... ©Avinash Chaurasia #Yaad #pal #Marta #dharna #Phone