#ZINDAGI ๐ '' The Unknown '' ============================ Lo aaj fir Jaane-anjaane ek unknown se mulakat ho gyi, Na chahte huye bhi ek bar fir teri yaade meri parchhaiyo ko chhu gyi. Tujhe to yaad nhi hoga, Magar.........tu bhi kabhi unknown ki trah hi meri zindagi me aya tha, Tune bhi us din meri oor dosti ka haath badhaya tha, Jaane kyu teri dosti kubul kar us din maine khud ko aajmaya tha, Nadan tha mera mann jo tere irado ko samjh na paya tha. ............................................................ Aaj fir koi unknown vhi harkate dohra rha hai, Are... Usse Kya malum, ki ander hi ander vo mujhe tode ja rha hai. By.... Karishma Rai ๐ #ZINDAGI ๐