Vo barish ki bunde Vo pani ka bharna Vo kagaj ki kasti ka lehro pr chalna Vo pyara sa bachpan Ye samjhdari ki jawani Vo ma ka aanchal Ye aankhon ka pani Ab to bus itni hi hai meri kahani ©Khushi yadav Mere din bachpan ke #Drops