Nojoto: Largest Storytelling Platform

sukha ptta sakh ka mai kuch kam ka na kaz ka mai

sukha ptta sakh ka mai 
kuch kam ka na kaz ka mai
pahla to tha hwa fiza mai 
kyu lage ab juda juda mai
jis ped ka tha ab us ped ka na mai 
sukha ptta sakh ka mai 
na bhook mujhse na pyas hu mai
bs kuch dino se udas hu mai 
sukha ptta sakh ka mai 
kuch kaam ka na kaz ka mai 

@ashish bhandariya #sukha ptta 

#peace
sukha ptta sakh ka mai 
kuch kam ka na kaz ka mai
pahla to tha hwa fiza mai 
kyu lage ab juda juda mai
jis ped ka tha ab us ped ka na mai 
sukha ptta sakh ka mai 
na bhook mujhse na pyas hu mai
bs kuch dino se udas hu mai 
sukha ptta sakh ka mai 
kuch kaam ka na kaz ka mai 

@ashish bhandariya #sukha ptta 

#peace