Na mere Shabd Ruke Na Meri Kalam Ruki Mere khawab ruke Na mai thami... sabdon ka Karva Yun Hi chalta Raha aaj Mein hajaron ki Bheed Mein Koi Chhota Sa hisab bann gyi kitabon Mein Chhupi kavitaen Aaj hajaron Ki ki kahaniyan bann gyi Meri kavitaen Aaj iss KAVISHALA ka hissa bann gyi.. meri kalam hi meri taqat hai