Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na jane aaj kaise guzra jamana yaad aa gaya Mujhe

 Na jane aaj kaise guzra jamana yaad aa gaya
Mujhe to mera wo bacpan yaad gaya
Aisa laga jaise wo kal hi ki to bat thi payal pehne pure ghar mein chankoo ki barsat thi. Papa bhi kande pe baitha kar pure ghar mein ghumaya karte thye meri pari keh kar wo aksar bulaya karte thye
#nojoto #family #feelingblesed #mythoughts #ekkhayalaisabhi

seemasingh7384

Seema Singh

New Creator