pyar to nazo se hota hai labzo ki jrurt kya thi pyar to dilse hota hai jismo ki jrurt kya thi pyar to ahsas se ho jata hai use bayan karne ki jrurt kya thi aur jab ek tarfa hi pyar karna tha to tumse pyar karne k liye tummhari bhi jrurt kya thi