ye choti si zindagi h yaha uraan kam jyada thakan h amar rahne ke liye yaha koi nahi aaya fir kyu sab itne pareshan h? yaha na koi hindu na koi musalman h pehle sab ek insaan h! na koi pujari na koi maulana mahan h dono ko ek hi ne racha dono ko bas itni hi pehchan h na tumhara allah na mera bhagwan h samajhte kyu nahi sab ek hi avtaar h yaha na koi dharm ki parakastha h na koi jati ki mahanta h hum sab insaan h yahi hmari samanta h! ©samiksha ranjan #loveforallreligion